Best mood off shayari | mood off Urdu shayari | mood off Hindi shayari

Best mood off shayari | mood off Urdu shayari | mood off Hindi shayari 

Mood Off Shayari:

In the tapestry of human emotions, there are moments when the world seems to fade into shades of gray, and words become the canvas for our inner turmoil. Welcome to our Mood Off Shayari compilation, a sanctuary of verses that beautifully capture those times when the heart feels heavy and the spirit seeks solace. Join us on a journey through the art of expression, as we delve into the realm of poignant poetry that resonates with the depths of our mood-off days. Discover the power of words to heal and connect, as we unveil a unique collection designed to embrace even the gloomiest of moments.

Below the some Beautiful Lines from Mood Off Shayari.

mood off shayari
mood off shayari


unke dekhe se jo aa jaatee hai munh par raunaq

woh samajhte haiN ke beemaar ka haal achcha hai


Deewar-e-khastagee hoon mujhay haath mat laga

Mein gir paroongaa dekh, sahaara na day mujhay


Ranj se khugar hua insaan to mit jaata hai ranj,

Mushkile itni pari mujh pr k asaan ho gyi


Jiss K Chehray Per Sahbi Jhoot Ki Tehrirein Hain

Dil Uss Shakhs Ke Waadon Say Behlta Kiyon Hai 


Bohat ajeeb hen yeh bandishen Muhabbat ki

Na us ne qaid me rakha na hum farar huway


Waqt ne hmse kaisa lia imtehaa, hmne roka nahi, tm ruke bhi nahi.

Bn to skti thi kitni alag daasta, hmne roka nahi. Tum ruke bhi nahi


kaha tha kisne ki ahade wafe karo usse

kiya hai jab to phir ye gila kisse

wo to aayi hi thi tumhare mama ke ghar


Iskadar Ishq Mein Mashhoor Huye Hum…

Ik Tadap Si Rahi Bas Mazboor Huye Hum…

Chahat Ke Is Bazaar Mein Do Pal Sahi…

Teri Hasti Palko.n Ka Saroor Huye Hum…

Teri Ankho.n Ke Aaieeno.n Mein Aks Mera Tha…

Ik Thokar Lagi dekho Choor Choor Huye Hum… 


har ek baat pe kehte ho tum ke 'too kya hai' ?

tumheeN kaho ke yeh andaaz-e-guftgoo kya hai? 


chipak raha hai badan par lahoo se pairaahan

hamaaree jeb ko ab haajat-e-rafoo kya hai? 


jalaa hai jicm jahaaN dil bhee jal gaya hoga

kuredate ho jo ab raakh, justjoo kya hai? 


ragoN meiN dauDte phirne ke ham naheeN qaayal

jab aaNkh hee se na Tapka to phir lahoo kya hai ?


ragoN meiN dauDte phirne ke ham naheeN qaayal

jab aaNkh hee se na Tapka to phir lahoo kya hai ?


Junuun-E-Shauq Ab Bhii Kam Nahiin Hai

Magar Vo Aaj Bhii Barham Nahiin Hai

Bahut Kuchh Aur Bhii Hai Jahaan Mein

Ye Duniyaa Mahaz Gam Hii Gam Nahiin Hai 


Tere Baghair Bhi Hum Jee Toh Rahay Hain Magar /

Saza-E-Maut Kay Maayoos Qaidiyo'n Ki Tarah.. 


Main Aur Ravish-e-Maayoos Qaidi, Tauba.

Ye Qaid-e-Khaas Hi Sabaa-e-Zindagi Apni. 


"Mar bhi jaaon to kahan log bhula dainge...

Lafz mere, mere hone ki gawahi dainge...!!


Hope you Like These Collection.


1 Comments

Previous Post Next Post

Smartwatch

Random Products